Tere Jaisa Lyrics - Satyameva Jayate

Share:
Tere Jaisa Lyrics - Satyameva Jayate




Tere jaisa mujhko bana de
Mera na dooja koyi
Sant aur peer huye sab rab ke
Sant aur peer huye sab rab ke
Main to teri hoyi

Tere jaisa mujhko bana de

Mera na dooja koyi

Mujhe bas yaar yaar ik baar baar

Rab tu hai to dila de
Sab vaar vaar har baar baar
Mere yaar yaar se mila de x (2)

Main jahan jahan gaya wahan

Basar fizool tha
Bas ek teri unhin nigahon ko
Hamesha dhoondta
Mere raat ki subah
Mere dard ki dava
Na zameen na aasman
Ho hamare darmiyan

Mujhko wajood de ya koyi namm de

Chaahe tu de de saza bhi
Mera hak main tujhmein khoyi
Mera hak main tujhmein khoyi
Dard hua na zara bhi

Tere jaisa mujhko bana de

Mera na dooja koyi

Mujhe bas yaar yaar ik baar baar

Rab tu hai to dila de
Sab vaar vaar har baar baar

Mere yaar yaar se mila de x (2)

                      

No comments